Amazon par Account kaise banaye | How to make amazon Account

Share:
How to make Free amazon account in few seconds, amazon par 1 minute me ID banaye aur jo chahe kharide.



Hello friends aaj me aapko amazon par acount kaise banaye bataunga. Baise ye bahut hi aasaan hai par fir bhi kuch logo ko dikkat aati hai. Isliye ye post unlogo ke liye hai.


Step 1 :- sabse pehle Amazon ki website par visit kare aur Signin par click kare.

Step 2 :- ab create New account par click kare.


Step 3 :- aba apna Mobile no. / Email address enter kare. aur apna Name aur Paswword daale. Aur signup par click karde.


Step 3 :-  *ab aapne agar Mobile no. enter kiya hai to uspar ek code aaya hoga. us code ko apko yaha enter karna hoga. Jisse aapka Amazon account verify ho jayega. 
*Agar aapne emeail address enter kiya hai to uspar ek link pahuchi hogi us par click karke aap apna Amazon account verify kar sakte hai.



agar aapko ab bhi amazon account banane me koi pareshani aa rhi hai to aap neche Comment me likh swkte hai. Hum aapki email par uska reply jald-se-jald bhej denge.
Shiva Saxena

About Shiva Saxena -

Hello everyone, My name is Shiva. I am the Founder of HowkaiseHindi. Here you can learn All Tech Info like as: Computer, Blogging, Android, Internet, How to, Latest Trending news, Gadgets Special Deals and Offers, Gadgets, etc. To know more about us Click Here

OH! You Like This Post, Humari Latest Post ki Notification Direct Apni Email Par Pane Ke Liye Free Subscribe Kare.

No comments